Aabhi tou ishq main


aabhi tou ishq mai aisa bhi haal hona hai
kay ashk rokna tum say mahal hona hai

her aik lab per hai meri wafa kay afsany
teray sitan ko aabhi lazawal hona hai

milaingi humko apny naseeb ki khooshian
bus intezar hai kub yeh kamal hona hai.


jamal yaqeen hai mujko wo lot aaiga
usay bhi aapny kiay ka malal hona hai