Thursday 31 January 2013

pakistani forum

for more poetry join :)

Pakistan Forum

Wednesday 30 January 2013

WAQAT SE KAH DOO

waqat se kah do is waqt na karwat badlee.......

hussan agoosh-e-mohabbat main chala aya heay......

SUNEE HEAY

sune heay tazkree us k magar dekhi nahi ab tak......

mohabbat pass se guzre tou kohnii mar dena tum.......

MOHABBAT

mohabbat hath main pehni hui choori kay jesi heay.....

sanwarti heay, khanakti heay, khanak kay TooT jati heay.....

USTAAD-E-ISHQ

ustaad-e-ishq bara sakhat imteehan leta heay.....

har mehntiii shagird nakam hua tera.....

GULABII ANKHEE

ujar rut ko gulabii banaye rakhti heay......

meri ankhh teri yaad se wozoo kar kay.....

MUJHE PANA

mujhe pana itna mushkil tou nahi.....

teen lafzoo kay liye kuch mehnat tou kijye....

BARA AJEEEB HOTA HEAY

bara ajeeb hota heay ye mohabbat ka kheel.....

ek thak jaye tou dono har jate heay.......

DIL PAR AAB BHI

dil par aab bhi pani pene ati hey umeed......

us jheel main bhi zehar milana chaho tou bismilah....

Thursday 24 January 2013

TUJH KO SOCHA TOU

Tujh ko socha tou har soch main khushbou utri.....

tuj ko likha tou har lafz mehkta dekha.......

SADGII KA HUSSAN

teri sadgi ka Hussan bhi lajawab hey....

mujhe naaz heay kay tou mera intakhab heay.....

UDAS ANKHOO MAIN

udas ankhoo main sabar ka khumar dekha heay....
pehli bar use itna beqarar dekha heay.....

jise khabar naa hoti thi mere ane jane ki......
uski ankhoo main ab intazar dekha heay.......

Sunday 20 January 2013

BOHAAT NAZDEEK

Bohat nazdeek ate jAa rahe hoO.
bicharne kAa irada kar liya kiya.

ISHQ KAY RANG

Ishq kay rang liye pgerta hu.
us ki tasveer bana de koi.

EK TOU HUSAAN

Eek tou husan-e-bala us par banawat Aafat
ghar ujar gaye hazaro kay, snwarne wale.

DAMAN CHURA KAY

Daman chura kay Aap ne jana he tha agar.
nazre utha kay piyar se dakha tha kis liye.

DADI AMAA

Dadi amaa se kehna wohi kahani sunaye ham ko.
woh badshah jo ishq main mazdoor ho gaya.

TERI NIGAH

teri nigah bhi is door ki zakat hui
jOo mustahiq heay usi par na pari

AYEE TABEEB

ayee tabeeeb ..... woh ilaj kar
kay ye mohabbat pakre pao'n mere

MOHABBAT MANGI

jane aysi bhi kiya dil lagi thi tum se
main ne khuwahish main bhi teri mohabbat mangi

privacy policy.

This Privacy Policy governs the manner in which design poetry zone collects, uses, maintains and discloses information collected from users (each, a "User") of the http://designpoetryzone.blogspot.com/ website ("Site"). This privacy policy applies to the Site and all products and services offered by design poetry zone.

Personal identification information

We may collect personal identification information from Users in a variety of ways, including, but not limited to, when Users visit our site, register on the site, and in connection with other activities, services, features or resources we make available on our Site. Users may be asked for, as appropriate, email address. Users may, however, visit our Site anonymously. We will collect personal identification information from Users only if they voluntarily submit such information to us. Users can always refuse to supply personally identification information, except that it may prevent them from engaging in certain Site related activities.

Non-personal identification information

We may collect non-personal identification information about Users whenever they interact with our Site. Non-personal identification information may include the browser name, the type of computer and technical information about Users means of connection to our Site, such as the operating system and the Internet service providers utilized and other similar information.

Web browser cookies

Our Site may use "cookies" to enhance User experience. User's web browser places cookies on their hard drive for record-keeping purposes and sometimes to track information about them. User may choose to set their web browser to refuse cookies, or to alert you when cookies are being sent. If they do so, note that some parts of the Site may not function properly.

How we use collected information

design poetry zone may collect and use Users personal information for the following purposes:
  • - To improve our Site
    We may use feedback you provide to improve our products and services.
  • - To send periodic emails
    We may use the email address to send them information and updates pertaining to their order.
How we protect your information

We adopt appropriate data collection, storage and processing practices and security measures to protect against unauthorized access, alteration, disclosure or destruction of your personal information, username, password, transaction information and data stored on our Site.

Our Site is in compliance with PCI vulnerability standards in order to create as secure of an environment as possible for Users.

Sharing your personal information

We do not sell, trade, or rent Users personal identification information to others. We may share generic aggregated demographic information not linked to any personal identification information regarding visitors and users with our business partners, trusted affiliates and advertisers for the purposes outlined above.

Third party websites

Users may find advertising or other content on our Site that link to the sites and services of our partners, suppliers, advertisers, sponsors, licensors and other third parties. We do not control the content or links that appear on these sites and are not responsible for the practices employed by websites linked to or from our Site. In addition, these sites or services, including their content and links, may be constantly changing. These sites and services may have their own privacy policies and customer service policies. Browsing and interaction on any other website, including websites which have a link to our Site, is subject to that website's own terms and policies.

Advertising

Ads appearing on our site may be delivered to Users by advertising partners, who may set cookies. These cookies allow the ad server to recognize your computer each time they send you an online advertisement to compile non personal identification information about you or others who use your computer. This information allows ad networks to, among other things, deliver targeted advertisements that they believe will be of most interest to you. This privacy policy does not cover the use of cookies by any advertisers.

Google Adsense

Some of the ads may be served by Google. Google's use of the DART cookie enables it to serve ads to Users based on their visit to our Site and other sites on the Internet. DART uses "non personally identifiable information" and does NOT track personal information about you, such as your name, email address, physical address, etc. You may opt out of the use of the DART cookie by visiting the Google ad and content network privacy policy at http://www.google.com/privacy_ads.html

Compliance with children's online privacy protection act

Protecting the privacy of the very young is especially important. For that reason, we never collect or maintain information at our Site from those we actually know are under 13, and no part of our website is structured to attract anyone under 13.

Changes to this privacy policy

design poetry zone has the discretion to update this privacy policy at any time. When we do, we will post a notification on the main page of our Site and send you an email. We encourage Users to frequently check this page for any changes to stay informed about how we are helping to protect the personal information we collect. You acknowledge and agree that it is your responsibility to review this privacy policy periodically and become aware of modifications.

Your acceptance of these terms

By using this Site, you signify your acceptance of this policy. If you do not agree to this policy, please do not use our Site. Your continued use of the Site following the posting of changes to this policy will be deemed your acceptance of those changes.

Contacting us

If you have any questions about this Privacy Policy, the practices of this site, or your dealings with this site, please contact us at:
design poetry zone
http://designpoetryzone.blogspot.com/
house # 2505 ward @ 08 mohala ghazi-abbad dhok syeda'n road rawalpindi cantt.
03135224943
cuteadviser@gmail.com

This document was last updated on February 04, 2013

Privacy policy created by Generate Privacy Policy

Saturday 19 January 2013

taza ghazal

TAZA GHAZAL......!!

Phir jaag utha hai dil mein puraney dinon ka dard,
Jee chahta hai ke phir koi taaaza ghazal likhoon..

chand ufaq par

CHAND UFAQ PAR.......!!

Aaj phir chand ufaq par nahin ubhra mohsin,
Aaj phir raat na guzrey gi suhaani apni…

dil e gareeb

DIL_E_GAREEB......!!

Mohsin dil-e-gareeb ki wairaniya’n to daikh
Kaisa nagar tha jo tere hatho’n ujar gaya. . .

meri surakh ankhe

MERI SURKH ANKHE.....!!

Mari surkh surkh Ankhy Mujhy Bta Rahi Hyn
'MOHSIN'
phir subha kr Di Mane usy Yad Krty Krty..

dawa

DAWAA......!!

Rizk,Malboos,Maka'n,Sans,Marz ,Qarz, Dawaa
Munkasim Hogaya Insaa'n Inhi Ifkar K Beech...............!!

zakham

ZAKHAM......!!

Uss ko ghilaaf-e-rooh mein rakha, sambhal ker
MOHSIN wo zakhm bhi to kisi aashna ka tha…

ankhe khuli tou.

ANKHEE KHULI TOU......!!

Ankhain khuli to jag uthi hasratain Mohsin
Usko bhi kho diya jisey paya tha khwab main. . .

usko fursat he nahi

USKO FURSAT HE NAHI......!!

Usko fursat hi nahi
waqt nikaly Mohsin
Aisy hoty hain bhala
Chahny waly Mohsin
Yaad k dasht me phirta hon
Main nangy paon
Dekh to aa k kabi
Paon k chhaly Mohsin
Kho gai subho ki umeed
or ab lgta hai
Hum nahi hon gay
K jb hon gy ujaly Mohsin
Wo jo ik shakhs
Mtaa-e-dil-o-jan tha
Na raha
Ab bhala kon mery
Dard sambhaly Mohsin..

bohat kathan hai

BOHAT KATHAAN HAI......!!

Boht Kathaan Hai, Aandharoon Kay Shehar Main Mohsin
Chiraagh Bun Kay Hawa Say Nibhatay Rahna. . .

azab e safar

AZZAB e SAFAR......!!

Yaa Kon Phir Say Unhe Rastoon Man Chorr Gaya,
Abhe, Abhe Main Azzab'ay Safar Say Nikla Tha. . .

rotha tou

ROTHA TOU........!!

Rootha Tou Shehr-e-Khuwab Ko Gaarat Bhi kar Gaya
Phir Muskara kar Taza Shararat bhi kar Gaya

Shayid Ussey Azeez Thein Ankhein meri Buhat
Woh Meray Naam Apni Basaa'rat Bhi Kar Gaya. . .

mohsin

MOHSIN.......!!

Usne Jab Jab Bhi Mujhe Dil Se Pukara Mohsin
Main Ne Tab Tab Yeh Bataya Ke Tumhara Mohsin

Log Sadyon Ki Khataon Pe Bhi Khush Baste Hain
Humko lamhon Ki Wafaon Ne Ujara Mohsin

Jab Agaya ho Ye Yaqin Ab Woh Nahin Aega
Gham Aur Anso Ne Diya Dil ko Sahara Mohsin

Woh Tha Jab Pas To Jeene Ko Bhi Dil Karta Tha
Ab To Pal Bhar Bhi Nahi Hota Guzara Mohsin

Usko Pana To Muqadar Ki lakeron Main Nahi
Uska Khona Bhi Karen Kaisa Gavara Mohsin. . .

GUNGHRO

GUNGROO.....!!

Mohsin K Khayaloon Main Uttarti Hai Sar-E-Sham. . .
Rim Jhim Ki Tarah Band Ke Gungroo Unki Yaadain. . .

mujhe chup rehne do.

dard ke chand ko raaton ka sitam sehne do 
waqat ki aankh se kuch aur laho behne do

ab mere tarze takhatub se pareshan kyoun ho
men na kehta tha ke yaro mujhe chup rehne do 

Friday 18 January 2013

tumhen kis ne kaha

TUMHEN KIS NE KAHA THA ...?

ek anjaane safar main
ek ajnabi ke hamrah door tak jao
or itni door tak jao
ke woh rasta badal jaye..............!!

Aadi

AADI......!!

Dafan Hain Mujh Main Sorishain Kitni
Dil Ki Soorat Khamoosh Waadi Hoon

Shok Se Tark-e-Dosti Kr Ly
Main Teri Nafraton Ka Aadi Hoon.......!!

maslay tere

MASLAY TERE.........!!

Main Theek Se Teri Chahat Tujhy Jata Na Saka
Keh Meri Rah Main Haa'il Thy Maslay Tere

Gullon Ko Zakham, Sitaron Ko Apne Ashk Kahon
Sunaon Khud Ko Tere Bad Tabsaray Tere..............!!

khud ko bhi

KHUD KO BHI......!!

Khud Ko Bhi Meri Nazar Se Dekho
Makhlooq To Jhoot Bolti Hai..................!!

hijrat ki rut

HIJAR KI RUUT......!!

Ab Bhi Roshan Hai Zindagi Os Se
Ab Bhi Soorat Hai Dil-Nasheen Uski

Hijr Ki Rut Azaab Hai Mohsin
Aadatain Sab Badal Gayin Uski................!!

saalgirah

SaalGirah......!!

Zindegi ...Taiz Bohat Taiz Hawa Ka Jhonka
Jalti Bhujti Hoi Shamai'n Mai Mah-o-Saal Meray
Dhalta Soraj Meray Mazi Ki Lehad Ka Katba
Rag-e-Sehra Ki Lakeerain Hain Khod-o-Khaal Meray

Chaand Meray Tan-e-Majrooh Pay Sang-e-Aizaz
Dhoop Chaoo'n Meray Sad-e-Chaak Libadahy Ka Kihraj
SUb Sitaray Meri Pooshaak Kay Paiwand-e-Naheef
Meray Ansoo'n Mera Virsa Meri Ankhoo'n Ka Mizaaj

Mera Cherah Meray Maqtool Huner Ki Tarigh
Meri Ankhai'n Meri Dukhti Hoi Ankhoo'n Kay Chiraagh
Meray Hontoo'n Pay Meri Piyaas Kay Nohoo'n Ka Hajoom
Meray Seenay Pay Darakhshan Meri Toheen Kay Dagh

Ajj Ki Sham Kay, Kay Her Saal Isi Shaam Kay Sath
Meri Ukhri Hoi Sansoo'n Mai Grirah Lagti Hai
Aasmaa'n Waqat Kay Anchal Ki Dhanak Bunta Hai
Sari Dharti Tan-e-Uryaa'n Ki Zirra Lagti Hai

Ajj Ki Shaam Kay Her Saal Meray Gham Nawaz
Muskuraatay Howay Kuch Phool Atta Kartay Hain
Kuch Maseeha Meri Khatir Mera Dil Rakhnay Ko
Khat Mai Jeenay Ki Duaa Behj Dia kartay Hain

Saal-ha-Saal Guzernay Pay Bhi Aai Dil-e-Zidgaa'n
Ajj Ki Shaam Manatay Howay Dar Lagta Hai
Muskuraatay Howay Chehroon Kay Bhanwar Hain Lakin
Akhri Shamma Jalatay Howay Dar Lagta Hai

Dil Dharakta Hai Kay Jalti Hoi Shammo'n Ka Dhowaa'n
Shula-e-Karab Mai Tehleel Na Ho Jai Kaheen
Ji Larrazta Hau Manzer Kay Adhiray Pan Ki
Ajj Ki Shaam Takmeel Na Ho Jai Kaheen...!!!

Aao Kuch Dair Ko Hum Zakhum Shumari Kar Lain
Orr Kuch Dair Mai Her Shamma Pighal Jai Gi
Ajj Ki Bazam Mai Kho Jain, Kaheen So Jain
Ajj Ki Shaam Bhi Kuch Dair Mai Dhal Jai Gi

Jalti Bhujti Shamoo'n Ka Bharosa Kaisa?
Zindegi Taiz Bohat Taiz Hawa Ka Jhonka..............!!

wo saleeqay se

WO SALEEQY SE......!!

Wo Saleeqy Se Hua Hum Se Gurezan Warna
Log To Saaf Mohabat Se Mukarty Dekhy....................!!

darta raha

DARTA RAHA......!!

Junoon Main, Shauq Ki Gehraiyon Se Darta Raha
Main Apni ZaaT Ki Sachaiyon Se Darta Raha

Mohabton Se Shanasa Huwa Main Jis Din Se
Phir Us K Baad Shanasaiyon Se Darta Raha

Wo Chahta Tha K Tanha Miloon To Baat Kre
Main Kya Krun K Main Tanhaiyon Se Darta Raha

Mein Regzaar Tha Mujh Main Basay Thay Sanaatay
Isi Liye To Main Shehnaiyon Se Darta Raha

Main Apne Baap Ka Yousuf Tha is Liye Mohsin
Sakoon Se, So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha....................!!

awargii

AWARGI......!!

Ik Ajnabi Jhonke Ne Jab Pucha Mere Gham Ka Sabab
Sehra Ki Bhigi Rait Par Main Ne Likha Awaragi.................!!

zoq e deed

ZOQ_E_DEED.......!!

Zoq-e-Deed Mein Hy Takleef hr Roz Sara’sar
“Mohsin”
Achy rehte Hn Wahi Log Jo Mohabbat Nahi Karte…!!!

tou ne nafrat se jo dekha

TOU NE NAFRAT SE JO DEKHA.....!!

Tu Ne Nafrat Se Jo Dekha To Mujhe Yaad Aya!
Kaisay Rishtay Teri Khatir Yoon-hi Tor Aya Hoon

Kitne Dhundle Hain Yeah Chehray Jinhien Apnaya Hai
Kitni Ujli Thien Wo Ankhien, Jinhien Chorde Aya Hoon

tabiat shanas

TABIAT SHANAS......!!

Bakhsha Tha Jis Ne Rooh Ko Zakhmo Ka Perahan.
MOHSIN Wo Shakhs Kitna Tabiyat Shanas Tha….!

mil he jayein gay

MIL HE JAYEIN GAY.......!!

"Mil He Jayein Gay Hum Ko Bhi Kuch Log" 
"MOHSIN"
"Shehar Ka Shehar To Bewafa Nahi Hota"

bohat dushwar hota heay

BOHAT DUSHWAR HOTA HAI.......!!

Bohat Dushwar Hota Hai Kisi Ko Youn Bhula Dena
K Jab Wo Shakhs Shamil Ho Ragon Mein Khon Ki Maanind

YAAD E MAZI

Yaad-e-Mazi......!!

Yaad-Mazi Mai Jo Ankhon Ko Saza Di Jaye,
Is Say Behtar Hai K’ Har Baat Bhula Di Jaye..

Main Ne Apno K’ Rawayon Say Ye Mehsoos Kiya,
Dil K’ Angan Mai B’ Dewaar Utha Di Jaye..

Mai Ne Yaroon K’ Bhicharne Say Ye Seekha ”MOHSIN”
Apne Dushman Ko B’ Jeene Ke Dua Di Jaye.....................!!

JIS ROZ DOOB JAYE GA

JIS ROZ DOOB JAYE GA......!!

Jis Roz Doob Jaye ga Teri Anaa Ka Suraj,
Mohsin
Mujko Dohraoge Tum MehfiL Main MisaaLon Ki Tarah.!!

BICHAR K MUJH SE

BICHAR K MUJH SE......!!

Bichar k mujh se kabhi tu ne ye bhi socha hai
Adhura chand bhi kitna udas lagta hai

Ye wasl ka lamha hai ise rayegan na samajh
K is k bad wahi duriyon ka sahara hai

Kuch aur der na jharta udasiyon ka shajar
Kise khabar tere saye main kaun baitha hai

Ye rakh-rakhao muhabbat sikha gai us ko
Wo ruth kar bhi mujhe muskura k milta hai

Main kis tarah tujhe dekhun nazar jhijhakti hai
Tera badan hai k ye ainon ka dariya hai

RABT E WAFA

RABT_E_WAFA......!!

Kabhi Jo Cheirr Gai Yaad'e'Raftagan Mohsin!
Bikher Gai Hain Nigahein Kahan Kahan Mohsin !

Hawa Ne Raakh Urayee To Dil Ko Yaad Aaya....
K Jal Bujhain Mere Khawabon Ke Bastiyaan Mohsin !

Kuch Aisay Gher B Mile Jin Main Ghonghaton K Aawaz..
Hoi Hain Dafan Dopaton Main Larkiyaan Mohsin......!

Khun'der Hai Ehud'e'Guzishta Na Chu Na Chair Esay.....
Khulain To Band Na Hoon Is Ki Khirkiyaan Mohsin...!

Bujha Hai Kaun Sitara K Apni Aankh K Sath....
Howey Hain Sare Manazir Dhowan Dhowan Mohsin...!

Nahi Keh Us Say Ganwa Hain Maah'o'Saal Apne....!!
Tamam Umer Kati Yun Bhe Ra'ye'gaan Mohsin....!

Mila To Aur Bhe Taqseem Ker Gaya Mujh Ko....!!!
Sameetna Then Jisay Meri Kirche'yaan Mohsin.....!

Kahe Say Us Nay B Tora Hai Khud Say Rabt'e'Wafa
Kahe Say Bhool Gaya Main B Dastaan !Mohsin....!

AKELE RAAT BHAR

AKELE RAAT BHAR......!!

Akela Raat Bhar Tarpa Mareez.e.Shaam.e.Gham . .
.."MOHSIN"..
Na Tum Aaey, Na Neend Aae, Na Chain Aya, Na Mout Aae . .